Hum ko Bulana Ya Rasool allaah Lyrics by Hafiz Tahir Qadry in English ~ Hindi
Hamko Bulaana Ya Rasulallaah Aakhri waqt hai Kya Ronake Duniya dekhun Ab to bas Ek hi dhun hai ke Madina dekhun Hamein Bulaana Aaqa, Hamein Bulaana Aaqa Hamein Bulaana Aaqa, Hamein Bulaana Aaqa Hamko Bulaana Ya Rasulallaah Hamko Bulaana Ya Habiballaah Badi ummid hai Sarkaar qadmon mein bulaayeinge Karam ki jab nazar hogi Madine Ham bhi jaayeinge Agar jaana Madine mein hua Ham gham ke maaron ka Makine Gumbade Khazra ko haale Dil sunaayeinge Kabhi to Sabz Gumbad ka Ujaala Ham bhi dekheinge Hamein Bulwaayeinge Aaqa Madina Ham bhi dekheinge Hamko Bulaana Ya Rasulallaah Hamko Bulaana Ya Habiballaah Seene pe Haath rakh ke Mein Dil ko dhundhta hun Dil Mujko dhundhta hai Darbaare Mustafa mein Dhadak utthega ye Dil ya Dhadaknaa bhul jaayega Dile Bismil ka Us Dar par tamaasha Ham bhi dekheinge Hamein Bulwayenge Aaqa Madina Ham bhi dekheinge Hamko Bulaana Ya Rasulallaah Hamko Bulaana Ya Habiballaah Adab se Haath baandhe Unke Roze par khade honge Sunehri Jaaliyon ka yun