Posts

Showing posts with the label hafiz tahir qadry

phir karam ho gaya main madine chala lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Image
phir karam ho gaya , mai.n madine chala mai.n madine chala , mai.n madine chala madine chala... madine chala... madine chala... madine se bulaawa aa raha hai mera dil mujhse pahele jaa raha hai mai.n madine chala , mai.n madine chala phir karam ho gaya , mai.n madine chala kaif sa chha gaya , mai.n madine chala mast-o-be-khud bana , mai.n madine chala mai.n madine chala , mai.n madine chala zahe qismat madine jaa raha hu.n sa'aadat kaisi aala paa raha hu.n mere yaaro.n ! zara mujhko sambhaalo khushi se mai.n to machla jaa raha hu.n kya bataau.n mili , dil ko kaisi khushi jab ye muzda suna , mai.n madine chala mai.n madine chala , mai.n madine chala hamko apni talab se siwa chaahiye aap jaise hei.n waisi 'ata chaahiye kyu.n kahu.n ye 'ata wo 'ata chaahiye unko maalum hai hamko kya chaahiye bharke joli meri mere sarkaar ne muskura kar kaha aur kya chaahiye haath uthte rahe mujhko dete rahe wo talab se siwa mai.n madine chala mai.n madine chala , mai.n madine ch

Hum ko Bulana Ya Rasool allaah Lyrics by Hafiz Tahir Qadry in English ~ Hindi

Image
Hamko Bulaana Ya Rasulallaah Aakhri waqt hai Kya Ronake Duniya dekhun Ab to bas Ek hi dhun hai ke Madina dekhun Hamein Bulaana Aaqa, Hamein Bulaana Aaqa Hamein Bulaana Aaqa, Hamein Bulaana Aaqa Hamko Bulaana Ya Rasulallaah Hamko Bulaana Ya Habiballaah Badi ummid hai Sarkaar qadmon mein bulaayeinge Karam ki jab nazar hogi Madine Ham bhi jaayeinge Agar jaana Madine mein hua Ham gham ke maaron ka Makine Gumbade Khazra ko haale Dil sunaayeinge Kabhi to Sabz Gumbad ka Ujaala Ham bhi dekheinge Hamein Bulwaayeinge Aaqa Madina Ham bhi dekheinge Hamko Bulaana Ya Rasulallaah Hamko Bulaana Ya Habiballaah Seene pe Haath rakh ke Mein Dil ko dhundhta hun Dil Mujko dhundhta hai Darbaare Mustafa mein Dhadak utthega ye Dil ya Dhadaknaa bhul jaayega Dile Bismil ka Us Dar par tamaasha Ham bhi dekheinge Hamein Bulwayenge Aaqa Madina Ham bhi dekheinge Hamko Bulaana Ya Rasulallaah Hamko Bulaana Ya Habiballaah Adab se Haath baandhe Unke Roze par khade honge Sunehri Jaaliyon ka yun

Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale Lyrics by Hafiz Tahir Qadri in English ~ Hindi

Image
Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale Madina Is liye Attar Jaanon Dil se hai Pyara Ke Rehte hein Mere Aaqa Mere Dilbar Madine mein Madina Madina Hamara Madina Hamein Jaanon Dil se hai Pyara Madina Khuda gar Qayamat mein Farmaaye Mango Lagaayeinge Diwaane Naara Madina Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale Tujpe So Jaan se Qurban Madine Wale Fir Tamanna-e-Ziyarat ne kiya Dil be-chain Aakhari Waqt hai kya ronake Duniya dekhun Ab to bas Ek hi dhun hai ke Madina dekhun Mere Maula Meri Aankhein Muje wapas karde Aake Is baar mein Jee bhar ke Madina dekhun Fir Tamanna-e-Ziyaarat ne kiya Dil be-chain Fir Madine ka hai Armaan Madine waale Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale Likhde Likhde Meri Kismat mein Madina Likhde Raatein bhi Madine ki Baatein bhi Madine ki Jeene mein ye Jeena hai kya Baat hai Jeene ki Taarif ke laayik jab Alfaza nahin milte Kis Tarha kare koi Taarif Madine ki Arsa hua Taybaah ki Galiyon se Wo guzre the Is Waqt bhi Galiyon mein Khushbu hai Pasine

kursi par koi bhi baithe raja to mera khwaaja hai Lyrics - English Hindi Urdu

Image
kursi par koi bhi baithe, raaja to mera khwaaja hai Roman(English) : mai.n ghada-e-khwaaja-e-chisht hu.n mujhe is ghadaaee pe naaz hai mera naaz khwaaja pe kyu.n na ho mera khwaaja banda-nawaaz hai us ke karam ke sab hei.n bhikaari kya raaja mahaaraaja hai kursi par koi bhi baithe, raaja to mera khwaaja hai saare hind ka hai raaja, mera khwaaja mahaaraaja haidar ka laadla hai, wo zahra ka laal hai beshak mera mu'een muhammad ki aal hai deewaano.n ko kis baat ka aakhir malaal hai khwaaja ko apni praja ka pura khayaal hai kursi par koi bhi baithe, raaja to mera khwaaja hai saare hind ka hai raaja, mera khwaaja mahaaraaja har aankh chaahti hai ziyaarat mu'een ki har dil mei.n bas gayi hai mohabbat mu'een ki is sar-zamin-e-hind ke shaaho.n ne keh diya mehshar talak rahegi hukumat mu'een ki kursi par koi bhi baithe, raaja to mera khwaaja hai saare hind ka hai raaja, mera khwaaja mahaaraaja ham gharibo.n ki sadaao.n ne bulaaya hai tujhe hind ka shaah muhammad ne banaaya

Ata-e-Mustafa Mere Khwaaja Piya Lyrics - अता-ए-मुस्तफा मेरे ख्वाजा पिया - Hafiz Tahir Qadri

Image
'ataa-e-mustafa, mere khwaaja piya Roman(Eng) : chiraag-e-chisht, shaah-e-auliya, ghareeb-nawaaz mere huzur, mere peshwaa, ghareeb-nawaaz teri shaan khwaaja-e-khwaajgaan bu badaa ghareeb-nawaaz hai tu mu'een-e-ummat-e-mustafa tu saboot-e-rahmat-e-mustafa tu 'ataa-e-meer-e-hijaaz hai tu badaa ghareeb-nawaaz hai hamei.n tune apna banaa liya hamei.n do jahaa.n se bacha liya tujhe ghamzado.n ka khayaal hai tu badaa ghareeb-nawaaz hai na gine gaye wo shumaar se jo pale hei.n tere dayaar se tera dast-e-jood daraaz hai tu badaa ghareeb-nawaaz hai 'ataa-e-mustafa, mere khwaaja piya hasan husain se hai aapko nisbat nabi ki aal ho, 'ali ke laal ho bayaa.n ho kis zubaa.n se aapki 'azmat mustafa ne tumhe hind bhejaa, tum muraad-e-nabi ho hind jis se munawwar hua hai, aap wo roshni ho rizaa-e-mustafa, habeeb-e-kibriyaa zamee.n kya hai, falak par aapki shohrat 'ataa-e-mustafa, mere khwaaja piya hasan husain se hai aapko nisbat nabi ki aal ho, 'ali ke laal ho bayaa.n

Salare Sahaba Wo Pahla Khalifa Lyrics - सालारे सहाबा वो पहला खलीफा - English Hindi Urdu

Image
saalar-e-sahaaba, wo pahla khalifa Roman(ENG): parwaane ko charaag to bulbul ko phool bas siddeeq ke liye KHuda ka rasool bas mustafa ka ham-safar, abu bakar, abu bakar gali-gali, nagar-nagar, abu bakar, abu bakar lutaaya jisne apna ghar, abu bakar, abu bakar ahesaan jiska deen par, abu bakar, abu bakar hei.n charche jiske 'arsh par, abu bakar, abu bakar lagega naara farsh par, abu bakar, abu bakar saalar -e-sahaaba, wo pahla khalifa sarkaar ka pyaara, siddiq hamaara har sunni ka naara siddiq hamaara duniya-e-sadaaqat mei.n tera naam rahega siddiq tere naam se islaam rahega saalar-e-sahaaba, wo pahla khalifa sarkaar ka pyaara, siddiq hamaara har sunni ka naara siddiq hamaara siddiq ke gustaakh se to jang rahegi jo inse jalega wahi na-kaam rahega saalar-e-sahaaba, wo pahla khalifa sarkaar ka pyaara, siddiq hamaara har sunni ka naara siddiq hamaara be-laus  mohabbat ka sila khoob mila hai ta-hashr muhammad ke sang aaraam rahega saalar-e-sahaaba, wo pahla khalifa s

Siddiq Maula Mere Maqabat Lyrics || Roman-English Hindi Urdu || Hafiz Tahir Qadri

Image
rasool-e-paak ki chaahat, abubakar siddiq Roman(ENG): siddiq-e-akbar , siddiq-e-akbar siddiq-e-akbar , siddiq-e-akbar ya ameerul mo'mineen , ya ameerul mo'mineen pahle sahaabi , mere siddiq hei.n pahle khallifa , mere Siddiq hei.n bilaal ko ghulaami se aazad karaaye imaamat-e-'ali, 'umar, 'usmaan karaaye siddiq maula mere, siddiq maula siddiq maula mere, siddiq maula rasool-e-paak ki chaahat, abubakar siddiq hei.n aap fakhr-e-KHilaafat, abubakar siddiq siddiq maula mere, siddiq maula siddiq maula mere, siddiq maula nabi ke ba'ad jo afzal hei.n saare aa'lam mei.n wahi hai shan-e-sadaaqat, abubakar siddiq pahla madadgaar , pahla sahaabi nabi ne jise har qadam pe dua di wo afzal bashar ba'ad az-ambiya hai wo jaan-e-sadaaqat, wo jaan-e-wafa hai firishte usi ki adaao.n pe aashiq usi ki namazei.n, duaao.n pe aashiq sahaabi ho aisa imaamo.n se aa'la muhammad se har dam wafa karne waala wo siddiq-e-akbar ke jiska laqab hai wo pahla KHalifa, wo pahla 'ar

Andhere mein Dil ke Charage Muhabbat Lyrics || अँधेरे में दिल के चरागे महोब्बत || Hafiz Tahir Qadri || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)

Image
Roman (Eng) : andhere me.n dil ke charaag-e-mohabbat ye kis ne jalaaya sawere-sawere liya jab se maine ye naam-e-muhammad bada lutf aaya sawere-sawere aqidat ki manzil ka bas raaz ye hai isha ke wuzu se ada ho sahar bhi ibaadat ka sauda andhere-andhere munaafa kamaaya sawere-sawere KHuda ki qasam ye haqeeqat hai sehra ke be-noor aankhon me.n bhi noor chamka tere sabz gumbad ko suraj ki kirno.n ne jab jagmagaaya sawere-sawere ibaadat kiye jaa , namaze.n pade ja shab-o-roz sajdo.n pe sajde kiye ja ibaadat usi ki namaze.n usi ki jise panjatan ka gharaana mila hai madine ke jalwe, madine ki raate.n hame.n aye KHudaya dikha jaldi-jaldi tadapte he.n din-raat jo huzuri ko unhe.n aye KHudaaya bula jaldi-jaldi khayal-e-madina me.n nind aa gayi jab karaar aa gaya be karaari ko meri kiye sabz gumbad ke maine nazaare bada lutf aaya sawere-sawere wo roze ka manzar wo mehraab-o-mimbar wo jannat ki kyaari badi pyaari-pyaari jahaa.n par lagi mere aaqa ki taliyaa.n wo galiyaa.n hame.n bhi dikha

Sahara Chahiye Sarkar Zindagi ke Liye || Mere Aaqa Madine Bula Lijiye || सहारा चाहिए सरकार ज़िन्दगी के लिए || मेरे आक़ा मदीने बुला लीजिये || Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Roman(ENG): qismat meri chamka do , ya shaah-e-madina ! bigdi meri banaado , ya shaah-e-madina mere aaqa ! madine bula lijiye mere aaqa ! madine bula lijiye sahaara chahiye sarkar ! zindagi ke liye tadap raha hu.n madine ki haazri ke liye taiba ke jaane wale ! jaa kar bade adab se mera bhi qissa-e-gham , kehna shah-e-arab se kehna ke shaah-e-aa'lam ! ek ranj-o-gham ka maara dono.n jahaa.n me.n jiska he.n aap hi sahaara haalat-e-poor alam se is dam guzar raha hai aur kampte labo.n se fariyad kar raha hai baare gunaah apna hai dosh par uthaaye koi nahi.n hai aisa , jo puchhne ko aaye bhula hua musafir, manzil ko dhundhta hai taarikiyo.n me.n maah-e-kaamil ko dhundhta hai seene me.n hai andhera , dil hai siyaah khaana ye hai meri kahaani , sarkar ko sunana kehna mere nabi se , mehroom hu.n khushi se sar par ek abr-e-gham hai , ashko.n se aankh nam hai paamal-e-zindagi hu.n , sarkar ummati hu.n ummat ke rahnuma ho , kuchh arz-e-haal sunlo fariyad kar raha hu.n , mai.n di

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Wo Mera Nabi hai - Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai - Lyrics - English Hindi Urdu

Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammad Lyrics in English Hindi Urdu

Madina yaad aata hai Lyrics ~ dare aqdas pe haal e dil Lyrics ~ in English ~ HINDI ~ URDU

Maula Ya Salli wa Sallim || Salam Lyrics || मौला या सल्ली व सल्लिम || مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ دَائِمًا أَبَدًا || Danish & Dawar || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI) & (URDU) اردو

kya bataun ki kya madina hai naat lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics || मदीने के आक़ा , सलामुन अलैक || مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

al madad peerane peer , gaus-e-aazam dastageer naat lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Aa gaya Ramzan hai Kalam lyrics by Bilal Qadri in English ~ Hindi

Aye Shahenshahe Madina Assalat-o-Wassalam || अये शहंशाहे मदीना अस्सलातु वस्सलाम || اے شہنشاہِ مدینہ ! اَصَّلَاتُ وَ اسّلَامْ