Muhammad Mustafa aye Bahar andar bahar aayi Lyrics in English ~ Hindi
Muhammad Mustafa aaye bahar andar bahar aayi Muhammad Mustafa aaye bahar andar bahar aayi ( Muhammad Mustafa aaye baharon par bahar aayi ) Zamin ko chumne Jannat se khushbu baar baar aayi Janaabe Aamena ka chand jab chamka zamaane mein Qamar ki chandani qadmon pe hone ko nisaar aayi Muhammad Mustafa aaye bahar andar bahar aayi Zamin ko chumne Jannat se khushbu baar baar aayi Halima Do jahaan qurban hon Tere Muqaddar par Tere kacche se Ghar mein Rahmate Parwardigar aayi Muhammad Mustafa aaye bahar andar bahar aayi Zamin ko chumne Jannat se khushbu baar baar aayi Badi maayus thi Daayi Halima jab gayi Makke Magar aayi to lekar Do Jahaan ka Tajdaar aayi Muhammad Mustafa aaye bahar andar bahar aayi Zamin ko chumne Jannat se khushbu baar baar aayi Jabi to hai mahek utthi ye Aalam ki faza saari Hai gaisu chum-kar unke Nasime Khushgawaar aayi Muhammad Mustafa aaye bahar andar bahar aayi Zamin ko chumne Jannat se k